Jis Desh Mein Full Video Song | Jis Desh Mein Ganga Rehta Hain | Govinda Hit Songs | Hindi Gaane
Movie: Jis Desh Mein Ganga Rehta Hain (2000)
Singer: Abhijeet Bhattacharya
Music Director: Anand Raaj Anand
Starring: Govinda, Sonali Bendre, Rinke Khanna
@HindiGaane
Lyrics:
Dil mein basaakar gaaon ki mamta
Shaher mein aaya main jogi ramta
Dil mein basaakar gaaon ki mamta
Shaher mein aaya main jogi ramta
Sukh dukh saare maan kar aur unko apna kar
Tarah tarah ke naaton se ghar ban jaata hai soondar
Pal pal sachche rishton ka vahan pyaar barasta rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai
Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai
Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
#HindiGaane #HindiSongs #BollywoodSongs
コメント